Makhana

Hello.
Aap sb ne makhane k vishai mei suna bhi hoga Aur khaye bhi honge.
Aap usko ek purak k anusar pryog krte honge.
Pr shayad aap janna chahe ki ye pratirodhak bal deta h.

Isme prachur matra mei Lauh,protein,calcium aur vo sb tatv samahit hote hain, jo ek vyakti ko jivan sanghash me bhi kamjor nhi hone dege hain.
*Isse tvacha me jhirri bhi
nhi aati hain.
*Isse ppachan kriya bhidurust rahti h.
Isko sada tarike se bhi namak aur ghi me bhun kat bhi liyaja sakta h.
*Iske paidavar k liye kisi khad ki aavashyakta nhi hoti h.
*Ye sada talab mei Neelkamal k saman ek pushp ka ek aadhar k madhai me hota h.
Iski khir atyant svadisht hoti h.
Yah ek paushtik aahar k roop me bhi prayog hota h.
Reena


Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s