kabj

Ye bahut he sadharan si dikhne valo asadharan samasya h.
Sb kahte hain, pani jyada piya, garm piyo,khane k sath piyo,khade hokr pani mat piyo.
pr kya aap janna chahenge ki ye asal mei kya h?

* jab kuchh bhi vastu chabayee jati hai, to vah
Laar k sath milkar ek lapsi jaisi (Chyme)ho jati h.
*ye chyme jaise he gale se niche utarta h,pitt ki thaily se pitt ras nikalkr usme mil jata h,

*Agar aap ispr pain bhi pi lenge, to he aml ghulkr aur  patla ho jayega, jisse ye Karya krna band kr dega.
*aage jane pr Hydrochloric aml bhi usme mil jata h.
*agar aap ek tofi bhi khayenge, to bhi pet ki divare utna he aml sravit karengi, jitna ek pura bharpet bhojan krne pr krti hain.
*Agar aap koi bhi vastu aose he chalte firte ek do kaur khayenge, to bhi aml utna he sravit hoga,jitna bharpet bhojan pr.
*Fir jab aml ko khana pachane ko nhi milega,to vah aapke pet ki dvaro pr lgega,aml ka kaam to jalana hota h,fir vo jb kuchh nhi kr payega to jalan karega.

*jb Pet nhi bharega,

tabhi kabj hoga, kyunki vo jra sa bhojan vhi oopr pet mei chipak jayega, aant tak aa he nhi payega.

Isliye bhojan bharpet kiya jaye,

Tab he kabj Ki samasya se rahat mil sakti h.

*Bhojan KO pet se aant me I Jane me I kam se kam 2ghante Ka samai lgta h,isliye kha jata h, Ki kam se kam1/2ghh to do he.

*****REENA

sardard

Aap mei se kisi na kisi ko sardard jaroor hua hoga, ya aapne suna hoga.joske karn kabhiaadhe sar mei dard hota h, kbhi kahi,aise mei karya mei badha aati h.
Oska ek aasan uppay ye h, ki………
*Kuchh Neebu k patte lein,
*unko achche se masal lein ki unme khushboo aane lage,
*Ab un patto ko sunghte rahen.
*lagatar in patto ko masal kr sunghne se sardard mei aaram milta h.