Monthly Archives: September 2017
Pragati
Desh me jo pragati hui, vo kya Vaigyaniko ki khoj nhi thi?
Indonesia’s live Volcano
Durga Shakti
Sushma Svaraj aur Enum Gambhir ne aakhir ker dikhaya,Jo koi nhi kr paya.
Bagban
Hm bhi us bagia k phul hain,
Jiske sb.
Sb banake bn gaye kuchh n kuchh, lge hain apni jindgi apne hisab se bnane me,
paise ko andhi daur mei,pahuche to the oonvhaiyo ne,
pr Notebandi ne la patka vaps.
Jbki maloom h ,sabko
Banane vala h rab.
Dor h usike he hath mei,
Hm bhi us bagia k phul hain,
Jiske sb.
Sb banake bn gaye kuchh n kuchh, lge hain apni jindgi apne hisab se bnane me,
paise ko andhi daur mei,pahuche to the oonvhaiyo ne,
pr Notebandi ne la patka vaps.
Jbki maloom h ,sabko
Banane vala h rab.
Dor h usike he hath mei,
Apne
Jinke pas nhi apne ,
vo apno KO taraste hain,
Jinke pas h apne, vo dinbhar unse jhagdte hain.
-Re
Lamha
Kro na malal kisi bat ka,
Kyuki aisa koi nhi, jisne jivn jia ho,
Hr koi ,laga h bhagdaur mei,
Koi shayad he aisa ho,
Jisne chain se koi lamha jia ho.
Pushp
Desi gau
<Aap jante honge, ki Indian Desi Gau videsh me kitni kimat pr bikti h.
*Ise yaha se saste me kharidkr isko achchhi khurak dekr vo ise 10/20litre doodh dene vali bna dete hain.
*Iske sath isko 1crore mei bechte hain.
*Iski gobar se fasal 4guna jyada hoti h.
*Rasaynik khad ki jarurat nhi pdti h.
*Iske doodh ,malai khane se kabhi haddi nhi tutti h.
*Iske doodh se kabhi charbi nhi chadti h.
Hamesha chuti furti bni rahti h.
Share kre.