Bhojya

Agr Ganga ji me Kisi shahar megande nale milaye jate hain ,to kya Ganga uske upr gandi hogi?
Nhi.
Kyu,
uske upr to saf h,
Kyuki gandgi Vhi se bheji ja rgi h,
to uske niche he hogi,
Thik isi tarah aapka sharir h,
Aap apne muh se jo vastu grahan kareinge,
Vo pure sharir me hoti hui pachaN
Karegi,

Agr vo saho nhi hui to jatharagni mand pad jayegi.

Isse samast dhatu nirman nhi hoga, isse bimari aayegi.

isliye soch samajhkr bhojya padarth ka chunav kiya jaye.

Aakhir ye aapka muh h, kudedan ka
Dhakkan nhi.
REENA


PRABHA MANDAL

jb aap shishe me apna chahra dekhein, to jra chehre ko dhyan se nihariye.
Aapko appne chehre k kinare ek rekha dikhayi degi,jo pure chehre ko dhake rhti h.

Ye rekha bahut chamakili
AUr chamakdaar hoti h.yahi to aapka PRABH MANDAL h .
*Ye hr vyakti me alg alg hota h.
*ye kisi ko kali ya anya rang ki bhi dikh sakti h.
*Ye aapke manobhav ko dusre k samne prastut krti h.
Aapne axar suna hoga, ki hamare ghr kuchh log aise bhi milte hain, jo jmse kabhi kharab vyavhar nhi krte hain, pr fir bhihmei un sb ka aana ya baat krna pasand nhi aata h.
Kyun?
Kyunki unka prabha mandal kuchh aur he suchna unke sambandh mei deta h.

Jaise vo agr aapke vishai me bar bar galat sochte hain, aur
jb aapse milte hain,to aise jaiye unke alava aapka koi shubhchintak h he nhi.
Aur aise nakaratmak vichar rakhne vale vyakti k aane pr ,
Aapko asahjta mahsus hone lgti h.
Bs yahi
**prabhamandal
ka prabhav h

REENA

Pachan 

Bhojan prarambh krne k purv,

Adrak ka ek tukda Aamle aur Sendha Namak k sath chabakr khayein

fir bhojan prarambh krein,


ye pachan kriya k liye aavashyak Ma dagni ko tej krta h, jisse pure

* PaChan tantr k samast enzyms uchit matra me , Sravit hokr bhojan ko,

sharir k dvara grahan krne layak bna dete hn,Yeh yog vayu ko sharir me ekatrit nhi hone deta h.

Aur Hajma durust ho jata h.

REENA

AMLTA

Ye ek sadharan si pareshani h, pr iske karn pet kharab rhta h,
Samanyatah sb khte hn, are hme amlta h,
Iske liye agar aap sidhe soda lenge, to vo us vakt pachan kri,a ko zhik kr dega, pr baad me dugni teji se pareshan krega.
.:**aap agar ek laghu Adrak ka tukda, amla aur sedha namak jra se khane k pahle lelein, to ye amlta nhi hogi.
Aml ko door krne k karn be,
Ye Amla kahlaya.
               !!R
EENA!!


VAAYU

SSabne sadaiv Aayurvedic chikitsak ko yeh kahte suna hoga, ki

* kisi bhi sharir me ,bimari tb hoti h jb,

VAAT, PITT AUR KAF

me se koi bhi ek bigda hu Ho.

Ye

teen dosh hain.

se kisi bhi ek ka upasthit hona Bimari darshata h.

Aaj hm vaat (Vaayu) pr charcha kreinge.jha dard h, vha vaayu h,

Ye andar gayi kaise?

Aur ekatr kha hui?

ise janne k liye, mere iske pahle ka blog

JANTU KOSHIKA

KA ADHYAYAN KKARIYE.

*usme aapne dekha hoga, ki

Isme

GOLGI BODIESBHI HAIN,

*YE KYA HAIN?

YE EK TARAH KA HAVA KA GUBBARA HOTI HAI.

JB HM GAS BANANE VALE,padarth Adhik mata me lete haon, aur pachan kriya sahi na ho e k karn ,gas andar ghumti h,aur sharir dvara shoshit kr li jati h,tb yah koshika me,

Golgi Bodies k rup me sthit ho jati h,

Agr hm aise me abhayang nhi krte hain, to yesharir me ekatr hoti jati hain, aur motape ka kArn bnti hn.

REENA

Jantu koshika I

Samast prani ya paudhe ek ati suxm koshika se nirmit hain.  
*Kabhi kisi ne shayad he socha hoga, ki ye kisse nirmit h?
*hr koshika ki sanrachna me bahut se suxm yantr hote hain, agar h. unhe tantr bhi kahe to ,galat nhi hoga.

*iske andar bhi
 itne suxm tantr hain,

 ki inka svayam ke ek ek karya h, jo ye 
svayam sanchalit krte hain.

In tantr k naam niche diye hain,
Jaise:-
ENDOPLASMICRETICULUM
NUCLEUS
PLASMA MEMBRANE
GOLGI BODIES
MITOCHONDRIA

Bs isko samjhne ki jarurat h, ki ye apna karya kaise krti h.

Jb hm Ise samajh jayenge to, hm kabhi asvasth nhi raheinge.

REENA

ISE JANNE K LIYE MERE SAMAST BLOG KA ADHYAYAN KREIN.