Ghee

Aap sbko ye jankr atyant ashcharya hoga ki agar koi vyakti budape mei tej daudta h, to sb kahte hain, khoob ghee khaya h, tabhi itna tej aur kushal h, hr karya mei.Pr kabhi is paheli ka arth samajhne ki koshish shayad nhi ki hogi.
*Ghee reshe daar hota h,
*Ghee kabj bhi nhi hone deta h,aanton mei fansi ek ek gandgi nikalkr pet safkr deta h.
* Ghee khane se jodo mei chikna taral padarth bna rahta h, tatha ragadne tatha sukhne ki naubat nhi aati h.
*Aaj Ki aadhunikta Ki and hi said mei daudne valid, burger, pijja, bread , noodles khane vali pidi ,shayad ye bhool gayi h, Ki in sb padarthaun mei bhi air masale nhi note hain, Jo rant KO garmi tatha pravah Dr sake.
*Kya gaay ka shuddh deshi ghi khane vale, pahle, k log abhi bhi sahi nhi h?
To aaj apni sehat k sath khilvaad kyu?
Kya roti aur pparantha khane vale burger,bread khane valo se jyada durust nhi hn?
Pasand aane pr share avashya kren.



Ghee

Aap sbko ye jankr atyant ashcharya hoga ki agar koi vyakti budape mei tej daudta h, to sb kahte hain, khoob ghee khaya h, tabhi itna tej aur kushal h, hr karya mei.Pf kabhi is paheli ka arth samajhne ki koshish shayad nhi ki hogi.
*Ghee reshe daar hota h,
*Ghee kabj bhi nhi hone deta h,aanton mei fansi ek ek gandgi nikalkr pet safkr deta h.
* Ghee khane se jodo mei chikna taral padarth bna rahta h, tatha ragadne tatha sukhne ki naubat nhi aati h.
*

Namak

Kya kabhi aapne socha h, ki ye namak kitna hanikarak ho sakta h?
*Sada Namak Sodium chloride hoga h,joadhik khana PR rant pravah mei badhak hoga h,aur raktdab jyada kr deta h,jo hanikarak h,
*Kala namak potassium ka rasayan h, jo sharir k rakt dab ko santulit rakhta h,jisse dil ki bimari bhi nhi hoti h.
Kalanamak lahsun tatha adrakh ,nibu k sath milakar khane se,raktdab santulit rahta h.
Pasand aane pr share kre.

Kisi ne tumhe dukhi kiya, baat ye nhi ,ye h,ki jb timhe maloom h, ki ye sansar aisa he h,
*jo kisi anya ki pragati mei badhak bnta h, vo tumhe kyu tumhare karyakshetr mei,
Tumhe pragati krte dekh, tumhe aage bdne dega?
to baat ye h, ki tum dukhi kyu hote ho?