Q:-Kya 4shabd se bna Guru itna sada aur aasan h ,ki aap kisi ko bhi Guru mankr
deeksha le lete hain aur apna aur apne kutumb KO uske havale kr dete hain?
Q:-kya aap apne bachcho ko kisi bhi vidyalaya me padne bhej sakte hain,chahe vha ke guru adhyayan nhi krate ho?
Q:-Kya aap apne bachche k liye achchhe guru vale sansthan nhi dundte hain?
Q:- Kya guru banana itna aasan h?
Q:-Kya aap kevl ameerlogo KO jate dekh,guru nhi chunte hain ?
Q:-Kya kisi bhi guru ke samarthak bnkr , dhokha khane se aapki chhavi kharab nhi hoti h?
Q:-Jb BgagvanRamchandr ji ne ek sampurn jivn jikr bataya h to kya hme unhe Guru nhi manna chahiye?
Q:-Kya sabko maloom h ki, Krishna jb Rasleela krte they to hr Gopi aur GOP ke sath ek alag Krishna hote the?
Q:-Kya sabko maloom h ki Hr Rani k sath ek alag Krishna hote the?
Q:-Kya apne kabhi Ramayanka Hindi mei arth samjha ya samjhne ki koshish ki h?
Q:-Kya kabhi ram KO apna Aadarsh mana?
Q:-Kya Ramne raja note huge bhi ek sidha sachcha jivn nhi gujara?
Q:-Kya Ram chahte to apne pita ki tarah Kai shadi nhi kr
sakte they?
Q:-Kya Lakshman chahte to,apni patni KO me ja sakte they?
Q:-Kya AGR Urmila jati to, Sita ki chori hot I?
Q:-Kya Sits KO maloom nhi that Ki vo sakshat Laxmi h,Jo vo some k hiran k liye machli?
Q:-Kya Sita chahti to sone k jevar nhi le ja shakti thibne.
Q:-Lakshman chahte to nhi jate?
Q:-Kya Ram chahte to,apne bhai Bharat ko rajpat nhi dete?
Nhi chaha,
Hr chij se moh tyaga, tabhi vo aadarsh bne.
Kya aapko nhi lgta ki Aap ek din pijja burger khaye bina rah sakte hain, aur Ram ne to 14 sal Kandmul khaya?
Kya Vishnu avatar Ram kafi nhihain Guru banane k liye aur
ye
batane k liye ki ekjut hona h, to burai k khilaf ho?
Ekbar krishnaleela pr jaroor najar ghumaye.use janne k liye mere purane blog bhi dekh sakte gain.
Share it.