sagar k kinare= rhne ka ek apna alag he aanand h,
Aaur vo mahasagar ho to,
Kya baat h?
Pr kabhi kabhi sagar bhi machal jata h.apne andar itna vishal ambar rakhne vala sagar..
*is baar,
San2018.
August ka maah.
Kerala k aaspas,
athaah prakratik saundarya,
India k asali Nivasi,
Mahadev Shankar k bade putr Kartikeya ki santanein,
Sagar itna machala, ki
Kerala ka rural area aabhi tak sam bhal nhi paya h.
Bs pani he pani.
Samudr ho ya nadi,
Vo machalte he hain,
Apne andar itna kuchh sametkr rakhne vale k bifarte hain,
To tabahi ka manjar aata he h
kabhi aabadi,
Kabhi global warming,
Kabhi pradushan,
aur bhi kai karan,
pr sabka ant ek he h.
Dharti ka sarakna,
jisse sagar, Mahasagar, sb jamidij ho jate hain.
Bs rah jata h ek ujaad….
*K
ahi ye Bhavan nirman bhi agar Nadi ya sagar k bahaav pr hua, tb to pralaya aani he h.
J
b*sagar me,havayen uthkar, maidan me pani barsa sakti hai , to kya,garmi se pighalti barf, Nadi ka rasta nhi mod sakti h?
REENA K