Grahan ka arth h, chhipa lena.Agar Surya aur Chand k bich me Prathvi aa jati h, to chand chhip jata h.Yah tabhi hota h, jb Pura chand niklta h.
Is varsh ye Chandr Grahan 27July ko madhyaratri ko laga.
Chand ko badlo ne bhi gher rakha tha,Mangal grah bhi apni lalima se usko sushobhit kr rha tha tha.
sab kahte hain, ki nhi nikalna chahiye.Pr kyu?
Kyunki
X ,alfa,
Beeta aur
Gama kiran nikalti hain.aur vatavaran mein unka prasar ,
Sadharan se kai guna jyada hota h.
Ye sharir ko par kr leti hain. isliye
Garbhvati mahila ko khastaur se nikalne ki manahi hoti h.jisse shishu ko koi nuksan na ho.
Pr sadharan vyakti chandr Grahan me bahr jakr usko dekh sakta h.ye kafi thanda aur romanchak hota h.
isse koi nuksan nhi hota h.
Ye khuli aankh se bhi dekh sakte hain.
Iski chandni kafi achchhi hoti h.
REENA
.