Aap sb jante honge ki bhojan k pakne ki kriya ko Pachan kahte hain.
Arthat,
Jaise he aapne kaur muh mei rakha,
Pachan prarambh ho jata h.
Ab aap sochenge ki kaise?,
Aap sabut kaur to nigal nhi sakte hain,
Isliyr use mulayam krne k liye aapki laar(saliva) usme milkr usko narm krti h,
Aur chaba kr aap use lugdi sa bna dete hain.jo chyme kahlata h.
Arthat, agr aap isko sukha hi niglenge, to ye atkega bhi.isliye agar aap uske sath jarurat k anusar 1ghoont pani bhi pi lenge,
To
Aapko koi nuksan nhi hoga , na he kabj hogi.
Ye apnr sharir ki aavashyaktanusar pina chahiye,
*hr vyakti ka sharir pr,
hr
Padarth ka alag alag tarah se prabhav padta h.
Kyunki
*kuchh mitha bahut jyada khate hain,
pr unhe Sugar nhi hoti h,
Pr
* Kuchh jara sa bhi kha len , to unhr sugar ho jati h.
Sharir me namak aur chini ki matra k anusar he
Sharir pani ki matra ko svikar krta h.
Reena
Monthly Archives: June 2018
Motapa
Jab mote log khana kam kr dete hain,
To unki vasa tootkr carbohydrate mei badalkr unhe takat dene lagti h.jisse unka vajan kam hlne lagta h.
Reena
Utsarjan
Aap sb samanyatah jante he honge ki chhanni ka prayog kisi bhi padarth ko chhanne k liye kiya jata h.
Agat hm uski pani se safai nhi krte hain, to vo bhi jaam ho jati h.aur fir bekaar ho jati hai aur toot jati hai.
Bs yahi sthiti ek sharir ki bhi hoti h.
Hm jo bhi khate ya pite hain,vah sb Utsarjan namak angtantr ke, Gurda namak ang se hota hua jata h.
Yaha prbahut si channiyan lagi hti hain.
kuchh apshisht padarth,
Yha pr jam jata h.
Dhiredhire ,
kam pani pine se ye yhan se nikal nhi pata h.aru sadta hai,
Jisse gurde me sankraman ho jata h.
Aur dishit padarth yha se khoon me mil jata h,aur khoon pradushit ho jata h.
Jiske karan,Khoon badlne ki prakriya Dilysis se bho gujarna padta h.
Khne ka tatparya yah hai, ki svasth rahne k liye pani avashya piyen.
aur agr piya gaya pani sharir sr thik se utsarjiy nhi ho rha h, to gurde k chikitsak ko jarur dikhayen.
Aur hamesha svasth rhein.
Reena
.
Aur kam pani pine k karn vo bhivhi kam kf
Makhana
Hello.
Aap sb ne makhane k vishai mei suna bhi hoga Aur khaye bhi honge.
Aap usko ek purak k anusar pryog krte honge.
Pr shayad aap janna chahe ki ye pratirodhak bal deta h.
Isme prachur matra mei Lauh,protein,calcium aur vo sb tatv samahit hote hain, jo ek vyakti ko jivan sanghash me bhi kamjor nhi hone dege hain.
*Isse tvacha me jhirri bhi
nhi aati hain.
*Isse ppachan kriya bhidurust rahti h.
Isko sada tarike se bhi namak aur ghi me bhun kat bhi liyaja sakta h.
*Iske paidavar k liye kisi khad ki aavashyakta nhi hoti h.
*Ye sada talab mei Neelkamal k saman ek pushp ka ek aadhar k madhai me hota h.
Iski khir atyant svadisht hoti h.
Yah ek paushtik aahar k roop me bhi prayog hota h.
Reena
Woods
An aura sobrightto pierce thestillnessof the soul and its impenetrable hollowness, was now an impending wish lingering in his eerie mind to stay away from succumbingdesiresand follow his withering conscience paralysed,captured within the clutches of isolation and time.
Dashing through the woods he proceeded towards an unknown horizon .
The silence pierced hisloneliness,giving a sense of wildness and freedom.
Now he looked less baffled as he didn’t have to show any formality of his character.
Carrying a ragged old bag, his eyes gleamed ,reflecting the wildness of the forest .
His hands swayed in the air ,everytime he crushed some dry leaves.
Now there was amovementto his bag ,smeared in blood dripping through its hole, slowly its motion becomes prominent.But he was unaffected ,neither his heart melted at the beseeched cries escaping.
As the darkness clad the towering trees and…
View original post 160 more words
Nariyal
Dakshin Bharat
Santulan
Santulan hr vastu ka aavashyak h ,chahe vo sansar ho, mausam ho, Bhasha ho, yavyavhaar.
*Bhasha me sima langhne se
Yuddh ki sthiti ho jati h.
*Bhojan me santulan na ho to,bimari ghar krne lagti hn.
*svachchhta na ho to bhi,
*Population jyada ho to bhumi pr bhar jyada hone se part sarakjati h aur prakratik aapdayen aati hn.
Pradushan badta h to global warming bdti h.paryavarn ko nuksan hota h.
*prakratik sampda, vraksh katne se barsaat nhi hoti h.
*plastik na ghulne k karn, jal aur yhal k jeevko uchit matra me Oygen na le pane k karn, samapt ho jaye hn.
Vatanukoolit tatha thanda krne k upkarn bhi,
Andar se nami kheenchkr,
Bahr usse kai guna adhik garmi bahr fenkte hn,jisse vrakshaun ko bhi nuksaan hota h. vastu k upyog ka santulan aavashyak h.
REENA
Vitamin C
Hari mirch me Vitamin C aur A hota h,isse inki kami se utpann rog nhi hote hain.
Hare pyaaj ko store krna
Agar aap chahte hain ki hara pyaajko Ap ek saptah tak taja rakh sake, to
Sabse pahle aapko Jara lyaj lekr usekaatkr , kisishan pr sukh Dein, jb pani ach hhe se sukh jaye, to use ek kanch k sukhe jar mebharkr, bnd kr rakh dijiye.ab vo taji bna rahega.