kabhi aapne dhayan diya ho to samajh aayega, ki stri ghar ki dhuri h. Pr kabhi dhyan de to pta chalta h ki hr vivad aur kand k ppichhe ek mahila hi hoti h.
Ramayan,Mahabharat,mei to h he, itne aitihasik yuddh huye, unme bhi.
*ma agar apni santan ko yuddh k liye prerit na kare.
*kanya bhrun ke pichhe bhi.
Dahej k pichhe bhi.
In sabme kevl ek baat samne aayi h,
<blockquo ki="" ghar="" sabse="" bujurg="" mahila="" dvara="" bahu="" ko="" do="" gayi="" pratadna.
*Aaj jin bachho dvara MaBap ki avhelna dekhne ko milti h, Vha bhi ek maa ka hath hi dekhne ko mila h.
*Apne manoranjan me badha na pde,iske liye Ma bap roj apni santan ko naukar me havale kr dete hn,
Pr apni uchch sabhyta k chalte ,Mabap ko keval apnatabka aur paise ka pradarshan krne ki aakanksha rhti h,
Aise logo ke santan me apnepan ya lagav nhi milta,
Jb ma ki godi me dubakkr pyar krne ka vakt hota h, tb vo apni aaya k havale hota h ya boarding schools k .
Isliye is tarah Ki ghatna agar same aati h to koi aashcharai nhi hota h.
Pahle parivar me sab sath rahte the, PR
Aaj ekal parivar hain, usme bhi mabap kitty aiur naukari me vyast, bachcha naukar ke havale.
Ab use pyar mile, ghar se sanskar mile tb to Vo dega,
Usne kevl paise Ki mahatta dekhi,to Vo bhi vhi sikhta h,
Job baap Ki ugli pakadkr ghumne ka vakt tha,
Jb ma ki god me manuhar krne ka vakt tha, use hostel me patak Diya gaya,anjan logo k havale kar Diya gaya,
To usme ma bap me prati pyar kahan se aaye.Vo to use mila hi nhi.
Job inki Santana agar ma nap KO vraddhaashram me rakh deti h,to koi aashcharai nhi.kyunki usne nhi to naukaro k bich jivan gujara h.
Aise gharo me hi nakar nhi hath Ki safayi dikhate h,
Apne bhitar jhanke air AGR kuchh aisa ho to abhi nhi sambhal Jana chahiye.
Reena