Retirement

*retirement Ka arth hai,nishkasan.
*Arthat, hr us cheej se nishkasan.
*Svayam k dvara bnaye samrajya se nishkasan.
*Har vakt faltoo ghumne ka shrap.
Kahin bhi baithne ppr teer ki tarah chubhne vala Ban,

retire hain, bechare kya karein.

Vaise to kisi k pas samay he nhi hota.

Iske liye janta KO he jagruk hona hoga.

Apnei naukri k sath koi vyavsaay jarur krei.jisse vyastta bani rahe.

Reena.



Ek rupaye ka note

*1Rs Ka note Aaj 100sal Ka ho gaya.
*san1917 mei aaj he k din Ek rupaye ke note ko Pratham Vishv Yuddh k samapt hone se ek sal pahle he chhapa gaya tha.
*Puja tatha hr shubh karya mei iski upasthiti aavashyak h.
*Is pr King George k dastkhat is tippni k sath hain, ki
“Main Bharat k kisi bhi karyalaya ko ek Rupaye dene ka vachan deta hoon.”
*Aaj k din Jagdeesh Chandr Basu ka janm hua tha, jinhone Duniyan ko ye bataya ki Ped-Paudhe mein bhi jaan hoti h.vo samvedansheel hote hain.
-Reena


Svasthay

Log vatavaran mein

 jahar kyu
u ghol dete hain?
Kisne kaha deisel ki gadi chalao?
Kisne kaha, emaraton mein saur yantr mat lagao?
Kisne kaha,panni ka upyog kr Bhumi ki urvarta ghatao?
Kisne kaha botalband pani piyo,aur sharir ko bimariyon ka ghar bnao?
Chalo, jb jago tabhi savera,shapath lo,
Aaj se pradushan-mukt hoga Hindustan mera.