Pratishodh jivan ko patan ki or le jata h,
kya kabhi aapne dekha, Ki ek khag jiska ghonsla bar bar,
hava ,tufan uda deta h, fir bhi ,
Paxi apna ghonsla bnana band nhi
Krta h, aur ek din usme ,
uske shishu k ,
chahchahane ki Aavaj gunjit hoti h.
REENA
Monthly Archives: January 2019
Prarthna
Kya aapne kabhi prabhu ko apne samkaksh rakhkr ye socha h, ki, agar aap ghar k mukhiya hain,
Aur sb aapse har vastu ki maang krein, to aapki kya sthiti hogi?
REENA
Prarthna
Kya aapne kabhi prabhu ko apne samkaksh rakhkr ye socha h, ki, agar aap ghar k mukhiya hain,
Aur sb aapse har vastu ki maang krein, to aapki kya sthiti hogi?
REENA
India ka UTtar Pradesh
Hr desh ki apni khasiyat hoti h.
Sansar k nakshe me, Asia me ,
sAbne India,
ko jarur dekha hoga.
*Yah apni khasiyat,(vibhinnta me Ekta)
K karan jag Prasiddh h.
*Isme har Rajya ki apni boli,
Apni sabhyta,
Apne khanpan aur ,
Jeevan ko svasth roop se jine k apne taur tarike h
Iske karan hr rajya kuchh khaas ho jata h.
*Ab aap UTTAR Pradesh ko he dekhein,yah hr tarah se lajavab h.
Jaise:
Ab aap yaha ki mrida ko he dekhein,
Aap svayam kahenge ki,
Yaha pr ka nhi ugta h?
*bhojan mei daal , chaval , sabji aur roti.
*Kau si aisi
daaL:-
——–
nhi h, jo yha nhi ugti h?
-Masoor, Moth,Moong, Arhar, Chana, Urd, Matar,Rajma,Soyabean, Ramas,Lobia,….
Sb yahi ki paidavar h.
*chaval:-
————-
Yaha k chaval ki to baat he kya?
-kalimoonchh,Sela doodhmalai,rambhog………..
SHAK(SABJI):–
———————-
UTTAR PRADESH ki sabjiyaun k to kahne he kya,
Muh me pani na aa jaye,
Ab hm naam limkhne prarambh krte hn,:-
-Lauki,Tinde,Chacheinde,kundru,
Kaddu,Parval,
Vankarela, Palak,
Karela,bandgobhi,Maithi,
Foolgobhi, Sahjan ki fali, Muli, Gajar, Chukandar, Shaljam,Hari Mirch, Shimla Mirch,Tamatar,
Makoy, Chaulai, Chane ki bhaji, TUrai, kamal Kakadi,
Jimikand,Ghuiyan,Baigan,
Matar, Jangli Matar,
Kulfa,
Jangal Jalebi,Kathal, Kakore,Raunsa ki fali,Sem,
Soyabeen ki fali,
Ratalu, Shakarkand,
Kand,aur bhi vobhinn prakar ki..
Fal:-
——–
Aam Dashhari, Chausa, Kalmi, Safeda,Langda,Santra,
Mausammi,False, Khirni,Kakdi,Kharbuj,Tarbuj, Foot,Papita,Anannas,
,Khajur, Amrood,Kheera….
REENA
Prabhu Ram
Kya Ram ka vanvas kabhi khatm hoga?
Prabhu Ram
Kya Ram ka vanvss kabhi khatm hoga?
Karm
Kya Ram ka Janm Raja Dashrath(10 rath),aur bhaktaun k karn kashtmaya nhi rha?
ऱाम
*हर व्यक्ति राम बनना चाहता है, पर क्या कभी ये सोचा है,कि क्या वो राम की तरह कष्ट से भरा जीवन जी पाएगा?
ऱाजा बनने के बाद भी क्या जंगल भटक पाए गा?
ऱीना