Updeshak se, jo aapko gyan de rha ho, se avashai puchhiye, ko agar aap use gyan de to vo amal kRega?
Monthly Archives: September 2018
Dhan
Aadmi dhan k karan pagal ho rha h.
Dhan to Laxmi h, khub kamao, pr
Apni aavashyaktanusar
Ki vo aapki tatha aapke pari var ki jarurtein puri kr sakei.
Sharir ki aavashykta h, roti ,kapda aur makan.
Itna nhi ki , tijori me rakh rakhke , uske chaukidari krni pde.
REENA
KALPNA
ka arth h,pratibimb bnana.
jb hm kisi ki kalpna krte h, to ek chha i ubharkr aati ,jise hm dhyan bhi kah sakte hain.
Bs dhyan ye tb he h, jb ye aapki puri takt us kalpna pr he lg kr us pratibimb ko sakaar kr deti h.
Aur jb pratibimb sakaar hota h, to chamatkar hota h.
Isliye hesha achchhi kalpna krein.
REENA
Vyavhaar
Kya aaka man,
hamesha,dusre vyakti dvara,
aapke
Man
me ropit kiye gaye beej ko Poshan nhi deta h?
VICHAAR
Kya Aap hamesha dusre vyakti dvara diye gaye vicharaun se sanchalit nhi hote hain?
REENA
Navjat ki dekhbhaal
Navjaat shishu atyant he komal prakriti k hote hain.
Inko bahar k vatavaran se samnjasya baithane me thoda samai lagta h.
Inki tvacha atyant komal aur jhurri si hoti h.
Andar pani me rahne k karan aisa hota h.
Aajkal k chikitsak koi bhi tail lgane ko mna krte hain.
Navjaat shiahu bahut samvedanshil hote hain.
Inki dekhbhaal shant man se karni chahiye.
*Ye kuchh din hare rang ke dast krte hain.isse ghabrayein nhi.
*Bs ye dhyan rahe ki itni jyada na ho ki pani ki kai ho jaye.
*inhe upR ka kuchh bhi khadya padarth na dein.
**aap ye janna chahenge,ki aisa kyu hai<
jb shishu ma k garbh me hota h,
Ti vah, apni ma se
Nabhi
K dvara samast jarurt puri krta h,
Bahar aane pr usko, svayam sab muh k dvara lena hota h.
Ab use ekdam upr ka doodh na dein.
Phle usay ma ka doodh 6 maah tak pine dijiye.
vo ma k khoon se he racha baSa h,isliye usko vhi pilayein
*Shishu ko palang pe litakr khelne dijiye.
*shishu ko hr 2ghante pr ma ka doodh pilayein.
*aajkal ki ma, kursi pr baithkar shishu ko doodh pilati h, isse shishu latakta rahta h, aur petbhar k doodh nhi pi pata h.
*Ma ko palthi lgakar ya letkar shishu ko dugdhpan karana chahiye.
Shishu k upr koi prayog na kreim.
**Dudh pilane k baad ,gardan aur kandhe k niche ek hath,tatha dusra kamar pr lgakar, shishu ko dhire se uthakar kandhe se tikayein,tatha pith thapka kar, 15minute tak dakaar dilvayein.
Aisa krne se shishu ka pet sahi rahta h.
Pahle vo, jb garbh mei rahta h, tousko sara bhojya padarth tatha shvasan ma se milta h.
Bahr aane pr vo, jb mukh se doodh pita h, to uski aantrnali mei bhari gandgi bahr aati h,
Jo hari hoti h, use kuchh nuksaan na kre isliye use bs ma ka doodh sava mahine dete h .
Fir use jayfal ,(bs nam bhar ko)badam aur chhuhare ko, bs ek ya do naar ghiskar dete hain.
Jayfal keval thand me dete hain.
** ajvain,aur haldi ko rui ki batti mei nharkar sarsaun k tail mei bhigokar,
Batti banate hain us batti ko jalakar,ek saf chammach mei kalal ekatr krte hain.aur taja taja kajal roj shishu k lagate hain.isse netr mei bhari samast gandgi bahr nikal jati h.
**Shishu ko langoti pahnani chahiye, napies nhi .
Usse uski khal chhil jati h.
**Sardi se bachane k liye,.gai k deshi ghi mei,sendha namak milakar gunguna kar kar sine aur pith pr laga dein.
**keet aur machhar se bachane k liye, neem k tail ki malish krein.
**Shishu ki jeebh, ek saaf kapda anguli pr lekr,usme ,jara sa sarso ka tail lagakr saaf krein.
REENA
A
dakaar
Navjat ki dekhbhaal
RNavjaat shishu atyant he komal prakriti k hote hain.

Har chhath
AAugust k maah mei,
ye tyohaar manaya jata h.
Is din
Bhagvan Krishna k bhai, BaLram ji
Ka janm hua tha.
Is din kisan Hal se jotkr ugaye bhojan ki puja krte hain.
Is din hal sejota gaya anna nhi kjYa jAta h .
Savan mas ki punima ke baad aane vali shashtmi ko yh tyohaar,
Krishna Bhagvan k bade bhai k janm dovas k roop me manate hain. Krishna ne Arjun ki patni Uttara ko, uski santan k liyw ye bray L
PROTIEN
samanyatah aapne suna hoga, kiuric acid ki matra shareer mei adhik ho gayi h,Isliye Dr ne protien yukt samast padarth khane k liye mana kr diya h.
Ab samanyatah daal, anda,machhli paneer ya ye kahiye, prakrati pradatt samast bhojya padarth protien fibre vitamins aur minerals se bharpur hote hain.
Ab jb sb band kr diya to kgayein kya?
Bs bhookh k mare chakkar khane k alava koi chara nhi.
Pr aapne kBhi dhyan diya ho to, gyat hoga ki agat ssharir mei koi padarth adhik hai ,to iska arth h, aapme kisi anya padarth ki kami h.
Ye nirixn jaroor karayein.
ye siddhant yah h, ki jb aap kisi bimari se grast hote hai ,
To aap keval usi bimari ko door krne k liye prayasrat hote hai .
Agar sharir mei koi padarth adhik , hai, iska arth
*Ye hai ki vo usme aaya kaise.
Ek 2litre k bartan me ,
Kya 2litre se jyada,doodh aa salta h?
Nhi,
Kyunki usme jagah utni h,
Fir aapne kya kiya, agr aapko usme shakkar milani h?
Kya aapko doodh km krke usme shakkar nhi milani hogi?
**bs yahi baat sharir pr bhi lagu hoti h.
Agar protien jyada h, to
Vo hua kaise?
Kahi ye to nhi ki aapme Lauh, Phospphorus, calcium ya kisi anya tatv ki kami hui ho,
Pr aapko pta na chala ho,
Aur uska sthan protien ya kisi anya padarth ne le liya ho.
Jb aap uric acid test karvaye to , anya test bhi karvayein,agar aapme calcium kam h, to
Calcium ki dava le,
Lauh kam ho to, lauh tatv ki dva lein.
Jb ye tatv apne sthan pr aa jayenge, to aapka sharir us adhik padarth ko svayam tyag dega.
Khush rahe,sharir ko kudedaan samajh kr hr padarth na khayein.
REENA