Samast prani ya paudhe ek ati suxm koshika se nirmit hain.
*Kabhi kisi ne shayad he socha hoga, ki ye kisse nirmit h?
*hr koshika ki sanrachna me bahut se suxm yantr hote hain, agar h. unhe tantr bhi kahe to ,galat nhi hoga.
*iske andar bhi
itne suxm tantr hain,
ki inka svayam ke ek ek karya h, jo ye
svayam sanchalit krte hain.
In tantr k naam niche diye hain,
Jaise:-
ENDOPLASMICRETICULUM
NUCLEUS
PLASMA MEMBRANE
GOLGI BODIES
MITOCHONDRIA
Bs isko samjhne ki jarurat h, ki ye apna karya kaise krti h.
Jb hm Ise samajh jayenge to, hm kabhi asvasth nhi raheinge.
REENA
ISE JANNE K LIYE MERE SAMAST BLOG KA ADHYAYAN KREIN.