Jb sharir me kaf ki adhikta hoti h, tabhi per k vikaar, utpann hote hain.
Agr hm kuchh jyada pi lete hain, to vh pet me bhara rahta h,
Ab jyada hone k karn, usko pachane me bhi pet ko mehnat krni pdti h,
Jb roj yahi hota h, to vha ki koshikayei bhi usi tarah pratikriya krti hain, jaise pani me haath jyada dwr tk rahne pr hath ho jata h.
Arthat vah,
nishkriy sa jhurridaar sthan Ho jata h.
Sikudan se bhara.
Ek jagah jama pani lislisa aur gada, ho jata h, bas yahi kaaf h.
kashikayein, jb bhojan k shoshan ka karya pura kr leti hain, tb vo aaram karti hain, aur ye kaaf , pet dard ka karn bn jata h.
.:
Agr kaaf se utpann bimariyon, motiyabind, ,Tonsil,aintdhan, motapa aadi se bachna h,
to,
Drav ko bhi ek simit matra me lijiye.
REENA