Navjat ki dekhbhaal

RNavjaat shishu atyant he komal prakriti k hote hain.

Inko bahar k vatavaran se samnjasya baithane me thoda samai lagta h.

Inki tvacha atyant komal aur jhurri si hoti h.

Andar pani me rahne k karan aisa hota h.

Aajkal k chikitsak koi bhi tail lgane ko mna krte hain.

Navjaat shiahu bahut samvedanshil hote hain.

Inki dekhbhaal shant man se karni chahiye.

*Ye kuchh din hare rang ke dast krte hain.isse ghabrayein nhi.

*Bs ye dhyan rahe ki itni jyada na ho ki pani ki kai ho jaye.

*inhe upR ka kuchh bhi khadya padarth na dein.

**aap ye janna chahenge,ki aisa kyu hai<

jb shishu ma k garbh me hota h,

Ti vah, apni ma se

Nabhi

K dvara samast jarurt puri krta h,

Bahar aane pr usko, svayam sab muh k dvara lena hota h.

Ab use ekdam upr ka doodh na dein.

Phle usay ma ka doodh 6 maah tak pine dijiye.

vo ma k khoon se he racha baSa h,isliye usko vhi pilayein

*Shishu ko palang pe litakr khelne dijiye.

*shishu ko hr 2ghante pr ma ka doodh pilayein.

*aajkal ki ma, kursi pr baithkar shishu ko doodh pilati h, isse shishu latakta rahta h, aur petbhar k doodh nhi pi pata h.

*Ma ko palthi lgakar ya letkar shishu ko dugdhpan karana chahiye.

Shishu k upr koi prayog na kreim.

**Dudh pilane k baad ,gardan aur kandhe k niche ek hath,tatha dusra kamar pr lgakar, shishu ko dhire se uthakar kandhe se tikayein,tatha pith thapka kar, 15minute tak dakaar dilvayein.
Aisa krne se shishu ka pet sahi rahta h.
Pahle vo, jb garbh mei rahta h, tousko sara bhojya padarth tatha shvasan ma se milta h.
Bahr aane pr vo, jb mukh se doodh pita h, to uski aantrnali mei bhari gandgi bahr aati h,
Jo hari hoti h, use kuchh nuksaan na kre isliye use bs ma ka doodh sava mahine dete h .
Fir use jayfal ,(bs nam bhar ko)badam aur chhuhare ko, bs ek ya do naar ghiskar dete hain.
Jayfal keval thand me dete hain.
** ajvain,aur haldi ko rui ki batti mei nharkar sarsaun k tail mei bhigokar,
Batti banate hain us batti ko jalakar,ek saf chammach mei kalal ekatr krte hain.aur taja taja kajal roj shishu k lagate hain.isse netr mei bhari samast gandgi bahr nikal jati h.
**Shishu ko langoti pahnani chahiye, napies nhi .
Usse uski khal chhil jati h.
**Sardi se bachane k liye,.gai k deshi ghi mei,sendha namak milakar gunguna kar kar sine aur pith pr laga dein.
**keet aur machhar se bachane k liye, neem k tail ki malish krein.
**Shishu ki jeebh, ek saaf kapda anguli pr lekr,usme ,jara sa sarso ka tail lagakr saaf krein.
REENA
A

dakaar 



Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s