PROTIEN

samanyatah aapne suna hoga, kiuric acid ki matra shareer mei adhik ho gayi h,Isliye Dr ne protien yukt  samast padarth khane k liye mana kr diya h.
Ab samanyatah daal, anda,machhli paneer ya ye kahiye, prakrati pradatt samast bhojya padarth protien fibre vitamins aur minerals se bharpur hote hain.
Ab jb sb band kr diya to kgayein kya?
Bs bhookh k mare chakkar khane k alava koi chara nhi.
Pr aapne kBhi dhyan diya ho to, gyat hoga ki agat ssharir mei koi padarth adhik hai ,to iska arth h, aapme kisi anya padarth ki kami h.
Ye nirixn jaroor karayein.
ye siddhant yah h, ki jb aap kisi bimari se grast hote hai ,
To aap keval usi bimari ko door krne k liye prayasrat hote hai .
Agar sharir mei koi padarth adhik , hai, iska arth
*Ye hai ki vo usme aaya kaise.

Ek 2litre k bartan me ,
Kya 2litre se jyada,doodh aa salta h?
Nhi,
Kyunki usme jagah utni h,

Fir aapne kya kiya, agr aapko usme shakkar milani h?
Kya aapko doodh km krke usme shakkar nhi milani hogi?
**bs yahi baat sharir pr bhi lagu hoti h.
Agar protien jyada h, to
Vo hua kaise?

Kahi ye to nhi ki aapme Lauh, Phospphorus, calcium ya kisi anya tatv ki kami hui ho,
Pr aapko pta na chala ho,
Aur uska sthan protien ya kisi anya padarth ne le liya ho.
Jb aap uric acid test karvaye to , anya test bhi karvayein,agar aapme calcium kam h, to
Calcium ki dava le,
Lauh kam ho to, lauh tatv ki dva lein.
Jb ye tatv apne sthan pr aa jayenge, to aapka sharir us adhik padarth ko svayam tyag dega.

Khush rahe,sharir ko kudedaan samajh kr hr padarth na khayein.

REENA


Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s