Santulan hr vastu ka aavashyak h ,chahe vo sansar ho, mausam ho, Bhasha ho, yavyavhaar.
*Bhasha me sima langhne se
Yuddh ki sthiti ho jati h.
*Bhojan me santulan na ho to,bimari ghar krne lagti hn.
*svachchhta na ho to bhi,
*Population jyada ho to bhumi pr bhar jyada hone se part sarakjati h aur prakratik aapdayen aati hn.
Pradushan badta h to global warming bdti h.paryavarn ko nuksan hota h.
*prakratik sampda, vraksh katne se barsaat nhi hoti h.
*plastik na ghulne k karn, jal aur yhal k jeevko uchit matra me Oygen na le pane k karn, samapt ho jaye hn.
Vatanukoolit tatha thanda krne k upkarn bhi,
Andar se nami kheenchkr,
Bahr usse kai guna adhik garmi bahr fenkte hn,jisse vrakshaun ko bhi nuksaan hota h. vastu k upyog ka santulan aavashyak h.
REENA