Pyaaj

Pyaaj sabhi k ghar mei, bahutayat mei prayog hone vala tana  h, 

But se log use nhi khate hain.
Pr
Usse koi prabhav nhi padta h.
Prabhav to un vyaktiyon ko padta h,
Jo iska upyog masala bnakr
Khate hain.
Isse ye apna tamsik asar dikhata h.
Bina pyaaj k agar,
aap
sabji bnayege
To vo jyada paushtik hogi.
kyunki
vo halki ho jati h.
Roj dono samai ek kachchi pyaaj ,lene se—-
* jukaam bhi ,khulkr
thik ho jata h.
* Raktdab
Bhi samanya ho jata h.
*Neend bhi achchhi aati h.
Thandi hone se Munhase nhi nikalte
hain,
*loo nhi lgti h.
*Krodh bhi km aatah.
To fir,kyu na aaj se
He pyaaj
ko sahi vidhi se khana shuru.-Reena



Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s