Holi ka asli mahtv yb h, KB use sadgi se samann kiya Jaye.
*Holi pe fasal k pakne ka samay hota h,
*Iske sath he Navvarsh ka aagman hota h.
Aa pp puchhenge kyu?janvary to nikal gayi,?
Kya aapne kabhi gaur kiya h,ki har vidyalaya mei english calander k anusar Janvary se saal ka prarambh krte hn, pr kisi bhi Hindu ghr mei jakr dekhe to sabke ghr mei panchang vala calander milta h, Hr vidyalaya ya ppure Hindustan mei usi ke anusar chhutti hoti h,Fir janvary, fervary kyu padate hn?
*Holi bhi isi ke anusar manate hn,Holi pr hamare prabhu,Hiranyakashyap ko markr apni samasr janta ko abhaydan dete hain.
*Sb khush hokr rango se holi khelte hn,
*Holika HiranaiKashyap ki bahin thi,jis akele agnisnan ka vardan prapt tha.pr ghamand me ye baat dimag se nikal gayi.aur Holika ek atyohar bn gayi.