*1Rs Ka note Aaj 100sal Ka ho gaya.
*san1917 mei aaj he k din Ek rupaye ke note ko Pratham Vishv Yuddh k samapt hone se ek sal pahle he chhapa gaya tha.
*Puja tatha hr shubh karya mei iski upasthiti aavashyak h.
*Is pr King George k dastkhat is tippni k sath hain, ki
“Main Bharat k kisi bhi karyalaya ko ek Rupaye dene ka vachan deta hoon.”
*Aaj k din Jagdeesh Chandr Basu ka janm hua tha, jinhone Duniyan ko ye bataya ki Ped-Paudhe mein bhi jaan hoti h.vo samvedansheel hote hain.
-Reena