Sanatan Parampra k anusar,
Sri Ram chandr,Ravan ka samool nash krne k uprant,Ayodhya Aaye tb,unke svagat mei samast Ayodhyavasiyo ne andhkar ko door krne k liye Diyo ki pankti charo taraf laga di,
Ram Vishnu aur
Sitaji sakshat Laxmi hain.unke aagman se,Aayodhya me mangal aur shubh shagun hone lage.
Ram ka nam to vaise bhi Maryada ka Paryay h.
Kya kabhi koi aisa Raja dekha Jo itna maryadit ho.
*
Hindu striyo Ka manobal to Ram hain ,kyunki unhe maloom hai ki unkeghar me I Ram puke hate hain, Jo kabhi gal at nhi hone se sakte hain.
Share keen.
Share it.