17/10/2017
*Aaj k din,Trayodashi KO Vishnu ne sagar ke manthan se Nikli laxmoi Ka varan kiya tha.
*Aaj ke din , manthan se Vaidya Dhanvantari ,Amrit kalash(bar tab) k sath bahr aaye .
Iske uplakshya mei bartan ki kharidari hoti h.
Laxmi Ka Vishnu dvara varan nhi aaj he hua .
Puran k anusar Shiv ne dusra purush apne jaisa Jo banaya Vo,
Vishne hain.
Shiv ne jb Mata Parvati se Vivah kiya,
Tb hr yug mei Trayodshi thi.
Is hisab se trayodashi ek atyant shubh din h.
Agar pasand aaye to, avashya share kren.