Jb log kote k aadhar pr chikitsak bnana chahte h, tatha jati k aadhar pr kote ka samarthn karte h,to Desh ka yahi hal hota h.
*Kya bina pade chikitsak ko maloom h ki kitni aur kaise oxygen deni h?
*Kya bina gyan k koi bhi karya ho sakta h?
*kya hr jati ka chikitsak ,Adhyapak tatha abhiyanta bnna jaruri h?
*Shikshamitr,TGT,B.ed.,aadi ki naukari apni Pahchan k dvara lagvakr bachcho KO gal at shiksha dena,aurdhan kamana dikhakr,ki hamare Pracharya aur Pradhanacharya KO to kuchh aaya hi nhi, parmoo to bs sote rahte h,
Kuchh puchhne jao to markr bhagadete h,
Ye kya bhavi pidi k liye krna uchit h,jisse vo bina pade pas hokr Chikotsak, Abhiyanta bne, aur galat operation kr Gorakhpur jaisi ghatnao ko anjam de?
*Agr padna nhi aata to kya,fir chikitsak ki jagah sena mei ja, Desh ki raksha jaruri nhi h?
*Kya apni shakti ka durupyog kr netao ki ralliyon me narebaji kr Desh ki sampada KO hani pahuchana aur, muaavje se netao ki jebe bharna jaruri h?
*kheti krna,laghu udyog lagana,sulabh saauchalay bnvakr khad ka vyapar krna,gau palkr gobar khad bnana, gobar gas plant lagana,aadi bhut se Katya , kya km padkr nhi liye ja sakte gain?