Aapne ye ekbar avashay socha hoga, ki hm kaha se aaye aur kaha jayege?
Pr ye jivn chalta hi rahta h.is pr anek khoj hui, sb faltu h,kyuki ye anant h,
Anant Brahmand ki anant rachna.
Anant rachna ka aviral kram.
Ye jivn h,
Is jivn ko ek takat Chalati h.Jisse samast prani bne ar chale.kuchh to h, jo vo Anantshakti sansar ko chalati h.
Puran me Shiv ko Pratham purush k rup me samast Brahmand me vicharan krte paya gaya h.unne yog se apni prati Vishnu,Vishnu ne Brahma bnaye.
Sbne apni shakti lo ma rupi shakti ka rup diya.
Ma ke ubtan se Ganesh bne, kartikeu janme.iska arth sb ek hain.
Kabhi Brahma, Kabhi Vishnu.
Iska arth sab tathaGanesh anant rup hain,
Ye hmare guru bhi hain.Ganesh ne hme bhut prakar se shiksha di h.Brahma, Vishnu,Mahesh bhi guru hain.
Hm jisse bhi gyan le, vhi Guru.Isliye unhe Guru mankr Ramayan se Ram k padchinho PR chale.
Anant chaudas hme yad dilati h, ki sb Anant h,sb Achyut (ek)h,Isliye bs use Guru (Ram)Mano.Uske aadarsho PR chalo.