Sanatan dharm me Guru ka khas mahtv h.
kahavat h, Guru bin gyan nhi.
Iske anusar
* paHla Guru
Mata h.
Jo bachche ko chalna bolna aadi sikhati h.
*Dusra Guru ,Ye PRAkrati
Tisra Guru
vidyalayon k vo adhyapak,
Jo usko akshargyan dete h.Is prakar hr koi ek guru h.
**Aur
Gurur Brahma,Gurur Vishnu,Gurur Devo,Maheshvara,
Gurur sakshat Param Brahm,
Tasmai ,sri Guruve namah.
**Brahma ,Vishnu aur Guruo k dev Maheshvar(Shiv)sb Param Brahm(Ganesh) h.Sukhsagar mei bataya h,ki jb sansar mei atyachariyon ki ati ho gayi,tb Prabhu Vishnu avtarit huge.Ye avataran vala BHAGVAT h. Baki to samast yugo mei janm lene valo ka varnan h.Asli Bhagvan bhi kya bhi nhi h? jb Krishna ne avatar liya?Vishnu shiv h, Brahma h,unhone apne jivn KO ek aadarsh rip mei jia. PR maryada nhi todi.
Q:-Kya hme unhe Guru nhi manna chahiye?
Q:-Fir Guru ki talash me janta kokya apne jivn Bhr ki kamayi
Ijjat Dav PR lgani chahiye?
Share kre.