khag

 Pahle bhi yahi tha,ab bhi yahi hai,

Isme bachcho ki kya galti hai?

 Aaj hr shahr bUda ho gaya.

Tinka tinka jodkr banaya tha Jo aashiya,vo Saray ho gaya.

Itna ooncha udaya,laut aana mushkil ho gaya.

Ab to lagta hai jaise ,chaukidar hai sb is saray ke, ab kisko kahe ghar,ab to sb flat hai,pahle kahte the,ghar Jana hai bachche akele honge,

Ab kahte hai sunsan hai flat ke aaspas .Jana hai isiliye 

Ghar Jane ka moh nhi,Sab bachche to bahr hai.

Yahi to hai karmo ka fal.


sb lage hai intjar  me.


Bheja kisne inko bahr, kya he sampannata ki daud nhi.

Jb bachche ne chaha ma ka aanchal, tb kisi KO fursat nhi.

Tabhi to  saste hai, mAKan

Kyunki gharo me bude he kevl dikhte hai.

Bahr chahe bekadri ho,chahe bhagaye Jaye,ram Gaye bhi  ghatti,ram Gaye vahi to ab kyu vapas aaye?

Jb bachcho ne ghar banaya,nhi dekhe usko harshaye.




Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s